| |
Urdu and Hindi sms - 8 |
|
|
Find the perfect message to send
|
|
|
|
|
|
Sabhi ko sabh
kuch nahi milta, nadi ki har lehar ko sahil nahi milta, yeh dil
walon ki dunia hai dost, kisi se dil nahi milta to koi dil se
nahi milta. |
|
|
|
|
Hamaare to
daaman mein kaanto ke siva kuch nahin. Aap to phoolon ke
kharid-daar nazar aate hain. Jahan mein kitne dost mile hume par
sabse ache aap nazar aate hain.. |
|
Lady doctor:
tum roz subah clinic ke bahar khade ho kar aurto ko kyon ghurte
ho?
Santa: ji aap hi ne bahar likha hai "aurton ko dekhne ka samay
subah 10 se 12". |
|
|
Tum banke dost
aise aye zindagi me, ke hum ye zamana hi bhool gaye, tumhe yaad
aye na aye hamari kabhi, par hum to tumhe bhulana hi bhool gaye. |
|
|
Mohabbat mein
laakhon zakham khaye humne, afsos unhe hum par aitbar nahi, mat
pucho kya gujarti hai dil par, jab vo kehte hai hame tumse pyar
nahi.. |
|
|
Jaane yeh
kaisa naata hai, bas tera naam hi aata hai zubaan par, din ya
raat me, le ke tera haath haath mein, rahunga tere saath saath
main. |
|
|
Andhere me
rasta banana mushkil hota hai. Tufan mein deepak jalana mushkil
hota hai. DOSTI kisi se bhi kar lena mushkil nahi, Ise bas
nibhana mushkil hota hai.. |
|
|
Apki dosti Ki
ek nazar chahiye, dil hai beghar use ek ghar chahiye, bas yuhi
sath chalte raho e dost, yeh dosti hamein umar bhar chahiye.. |
|
|
Lamhe ye
suhane saath ho na ho, kal me aaj jaisi koi baat ho na ho, aapka
pyar hamesha is dil mei rahega, chahe poori umar mulakat ho na
ho.. |
|
|
Husband aur
wife hotel me gaye tabhi 1 lady ne
Hello kiya,
Wife- koun thi wo?
Hus-Tum dimag kharab mat karo, main pehle hi pareshan hu ki woh
bhi Yehi puchegi. |
|
|
|
Hasta huya
dekh kar log kehte hain ke hum gam se khali hain, par unhe kya
pata ke jo gam ke baag hain, hum us baag ke mali hain.. |
|
Masterji: kal
school kyu nahi aaya.
Santa: Gir gaya tha or lag gayi.
Masterji: kahan gire, kahan lagi?
Santa: Takiye pe gira tha aur AANKH lag gayi.. |
|
|
Santa & banta
sending sms 2 their gfs. Santa:mai tere mobile se apni gf ko sms
bheju dekhte hain kya kahti hai? Banta: No, agar usne
handwriting pehchan li to...? |
|
|
Aasman humse
naraaz hai....,taaron ka gussa behisab hai.. Log humse jalte
hain.. Kyunki chand se pyara DOST hamare paas hai |
|
Zuban khamosh,
ankhon me nami hogi,
Yahi bas ek dastan-e-zindagi hogi,
Bharne ko to har zakham bhar jayega,
kaise bharegi wo jagah jaha Teri kami hogi. |
|
|
Ye dosti
chirag hai ise jalaye rakhna,ye dosti gul hai ise khilaye
rakhna,hum rahe na rahen is jahan me bas hamari yaad dil me
basaye rakhna. |
|
Burraaah......
Sara syllabus padh liya...
Bas books aur notes padhne reh gaye hain... |
|
You are a
GHONCHU..
G-reat
H-ot
O-ne in million
N-aughty
C-ute
H-umble
U-nique
Zyada khush mat ho, hai to tu ghonchu hi... |
|
|
|
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10 |
|
|
|
|